Hazrat Abu Umama Radiallah Ta’ala Anho say Riwayat hai kay Tajidar-e-Madina (Salallaho Ta’ala Alehi Wassalam) ka guzar aik ultay
sonay walay par huwa Aap Salallaho Ta’ala Alehi Wassalam nay pair mar kar Farmaya utho yeh Jahanumyuon ka Laitna hai.
Hawala: Faizan-e-sunnat, page:852 Topic Sonay jaghnay ki Sunnatain aur Aadab
